Main ne pehli dafa online kapre mangwaye aur shuru mein thora darr lag raha tha, lekin mera tajarba bohat behtareen raha. Suit bilkul same to same wesa hi aya hai jesa page par dikhaya gaya tha. Kapra bohat pyara hai aur finishing bhi kamal ki hai. Achi cheez bhejne ka bohat shukriya main zaroor dobara shopping karungi